How to upload Thumbnail and create playlist||Apne youtube channel par thumbnail aur playlist kaise banaye

How to upload Thumbnail and create playlist||Apne youtube channel par thumbnail aur playlist kaise banaye



Doston aaj hum jaanenge ki kaise aap apne youtube channel ke liye thumbnail create karenge aur kaise playlist create karenge..

Youtube channel ke liye thumbnail kaise create karein aur playlist kaise banaye learn karne ke liye aapko niche link par click karna hai...iska video mene aapke liye banaya hua hai aap link par click kar ke learn kar sakte hai...


jaisaa mene aapko apne pehle post me bataya tha ki agar aapko apne viewers ka dhayan rakhana hai to aapko apne channel ke liye ek attractive logo create karna hoga.Aise hi jab aap ek acha content video me daalte hain to aapko apne viewers ko batana hoga ki aapke es video me kya content hai jiske liye aapko ek Thumbnail banana hoga.

Ek attactive Thumbnail banane ke liye apko apne dimag ko kaam par lagana hoga na ki use rest par chuti par bhejna hoga aisa karne se aapko aise viewers nahi mil payenge jaisa aap chahte ho.

Jaisa aapne suna hi hoga jo dikhta hai wahi bikta hai ....Jab aapke Video ka thumbnail Attractive hoga tabhi Viewers aapke channel par baar baar laut kar aayenge aur aapka revenue bhi badhega .

Aur ek jaruri baat thumbnail aap tabhi laga sakte ho jab aapjka youtube channel verify ho jata hai .Aap apna Youtube channel kaise verify karoge ye mene aapko apne isse pehle poste me hi bataya huya hai aapko bas search karna hai ki tech elysium ne ye kab post kiya tha bas fir aapko us post par tut padna hai ..

itna share karo ki koi bhi bach na paye aur sab apna youtube channel create kare bina na reh sake.To soch kya rahe ho jaldi se search karo kaise apne youtube channel ko verify karoge..

I hope ye post bhi apko pasand aya hoga pasand to aya hi hoga to jyda se jyda share like subscrieb karo aur mere youtube channel ko bhi subscribe karo yaar.

Post a Comment

0 Comments