Hello doston tech Elysium main aap sabhi ka bahut bahut Swagat hai.. aaj ki post mein Ham Baat Karne Wale Hain Ek new Gmail ID kaise banaa sakte hain aur isse Juri kuchh khas bateein To chalaye Ham Jaan Lete Hain Ki Ek new Gmail ID kaise banaa sakte hain.
Sabse pahle Jante Hain Ki what is Gmail email Hota kya hai
Email ka pura meaning Hai electronic mail electronics Sandesh yah message internet ke Madhyam se bheja jata hai Jiske Liye aapko Gmail ID ki requirement pdati hai Gmail ID yani Gmail ID address identifier aaj ke Samay Mein Gmail ID ka upyog Sabhi log karte hain Kyunki Ham mein se adhiktar log computer aur software ka upyog Karte Hain in Sabhi Ke liye aapko Ek Gmail ID ki jarurat pdati hai bina Kisi Gmail ID ke aap Koi application ka prayog nahi kar sakte hain..Gmail Google dwara Di Gai Ek free email service provider hai.
How to create new Gmail account in mobile phone Gmail ID kaise banaye Hindi mai
Doston Jab aap is per Apna account banate hain to aapko Gmail ki or se 5 GB ka free space Diya jata hai jismein aap apne account ke file surakshit Rakh sakte hain Sathi hi aap online meeting aur chat Aur Bhi bahut Kuchh access aapko Karne Ko Diya jata hai Gmail per new email id banane ke liye aap apne internet browser ke address bar Mein www.gmail.com type Karen aur keyboard se enter button press Karen..
How to create new Gmail account in mobile phone new Gmail ID kaise banaye Hindi mein
Google account banane ke liye sabse pahle Kisi bhi browser me Google ko Apne browser mein open ya aap Sidhe create Google account per Bhi Ja sakte hain Yahan Jaane per aapke Samne Google account banane ka form open ho jaega...
Iske bad aapko Yahan per Ek form online fill karna hoga form Mein Mangi Gai Jaruri Jankari Fill karni hai jaise ki sabse pahle Apna first name aur last name enter Karen Iske bad username likhen username ko savdhani se fill karein..
aap koi bhi user name banaa sakte hain ya fir Google ke dwara Diye Gaye username ko bhi banaa sakte hain aur yah sab Se Alag Hona chahie Kyunki Yahi username aapka Gmail ID ka bhi username banta hai.
How to Make new email ID on Gmail in Hindi
Iske bad Ek majbut aur surakshit password fill Karen Ek majbut password banane ke liye Is Tarah Se fill Karen Tech@123- username aur password ko Dhyan rakhen bhulna Nahin Hai Kyunki username aur password ke dwara hi Google account mein sign in Kiya Ja sakta hai ..
Iske bad Sabhi Jankari fill karne ke bad Sabhi Jankari fill Karen Jaise Apna date of birth ,sex aur ismein apna mobile number Jarur fill Karen Iske bad Apne Desh Ka Naam Jaise India likhen ..
form Mein Jaruri Jankari bharane ke bad sabse niche next step pe click kijiye next step per click karne ke bad aapke Samne Google account ki terms and condition khulegi aap unhen padh le ya Fir chhod kar sabse niche I agree button per click Karen..Apka Gmail account create ho jayega..
Gmail ka password bhul gaye forgot email password Gmail account recovery
Doston aap apne Jis Gmail ID ka password recover karna chahte hain use Gmail ID ko fill Karen aur Iske bad Yahan niche password wala option aapko Dikhai Dega Uske niche aapko forget password ka bhi option Milega aur forget password per click Kijiye Ek Nai window open Hogi aur Yahan per likha Hoga enter the last password ...
Aapko Yahan Apna password dalna hai jo Kabhi aapane apni email ID per Rakha hoga matlab aap apna koi bhi purana password Yahan enter kar sakte hain jo bhi aapko purana password Yaad Ho vah Yahan per enter kar sakte hain.. isse email verify Karega aur uske bad aap ko password badalne ki anumati dega Agar aapko koi bhi purana password Yad Nahin hi to aap try another way per click Kijiye isse dusra option aapke Samne aaega..
How to find my contact number on Gmail
Apne phone ke contacts ka backup lene ke bad aap phone contact ko aasani se Gmail per Khol sakte hain edit kar sakte hain Sath hi duplicate contact ko aasani se delete bhi kar sakte hain ..Aaiye Jante Hain ki aap Aisa kaise kar sakte hain Apne Gmail account ko log in kijiye yahan Gmail ke icon per click kijiye jisse menu khulega ismein contact per click kijiye Agar aapne Android phone contact ka backup Pahle Se Hi rakha hai to aapko apne phone ke sabhi contact yahan Dikhai De Jaenge..
contact per click kar unhen aap yahan se aasani se edit ya delete kar sakte hain ab Baat Aati Hai Naya contact banane ki Iske liye aapko new contact per click karna hoga jisse Ek form open Hogi ..
Yahan Niche mobile number email address ke sath sath photo upload karne ka bhi option Milta Hai Yahan More option Mein Jaane per aapko import export print Jaise option Najar aaenge Jin Se aap apne phone contact ko computer mein save karne ke sath sath print bhi nikal sakte hain find and merge duplicate option ka use kar aap duplicate phone contacts ko merge bhi kar sakte hain Yahan Kiya Jaane wala Har badlav aapke phone mein internet connect hote hi apne aap ho jaega isliye koi bhi change agar aap kar rahe hain to use Dhyan se kijiye.
0 Comments
please do not enter any spam link in the comment box