
Doston Whatsapp Kafi Jyada lokpriya app hai agar aap bhi WhatsApp chalate Hain To yah post aapko Jarur padhna chahie Kyunki is post me Mein Kuchh naye features ke bare me aapko batane wala hun jo ki Kafi Jyada accha feature hai jo apki kafi help kar sakta hai..
Doston WhatsApp mein pahle Ham sirf koi message 5 logon ko hi forward kar pate the ya 5 group mein hi bhej padhte the lekin jo naya update aaya hai usmein aap Kai Sare logon ko ek Sath message forward kar sakte hain .
Doston Chaliye main aapko batata hun ki aap kaise iska istemal kar sakte hain doston aapko sabse pahle apna WhatsApp open kar lena hai ..
Aur open karne ke bad aapko right side mein three dot ka button Najar aaega use per click karna hai..
Yahan aapko broadcast ka option Dikhai dega ..
Hamen use per click kar lena hai jaise hi aap vahan click Karte Hain To vahan per aapko bahut Sare contact Najar Aate Hain..aap jis contact ko send karna chahte hain use select kar lijiye ..
Aapko Jisko bhi message karna hai un sabhi ko select kar lena hai aur aur Iske bad niche mein aapko Green colour ka ek Sahi ka Nishan banayega use per aapko click kar lena hai ..
Fir aapke whatsapp me ek broadcast list ban jayega ...aap yahan sabhi contacts ko message send kar sakte hai ...apko message karne ke liye vahan per message me aapko type kar dena hai agar aapane Kahin Se copy Kiya Hai To vahan per paste kar dijiye aapka message jitne bhi Logon Ko aapane select Kiya Hai Un Tak forward ho jaega..
0 Comments
please do not enter any spam link in the comment box