ms word 2007 hindi typing

 ms word 2007 hindi typing,how to write hindi in ms word 2007,write hindi in ms word 2007, hindi in ms word 2007,ms word me  hindi typing kaise karein,hindi typing kaise karein ms word ,hindi typing kaise karein ms word 2007,

Hindi Typing In Ms Word 2007

hello aaj me aapko bataunga ki kaise aap MS Word 2007 me hindi me tying karoge ...Hindi Typing in MS word 2007 sunne me to ajib lagta hoga lekin aisa tum kar sakte ho.Bas iske liye kuch baton ka dhayan rakhna hai jaise pehle to aapke pc ya fir laptop me ms word install hona chahiye.Install hoga tabhi to aap use use kar paoge ..MS Word 2007 ek bahut hi acha application software hai jisse hum apne office college schoool ke projects related problem solve kar sakte hain..


How to type in Hindi in ms word 2007

MS Word 2007 me hindi typing ke liye aapko ek font download karna hoga jiske liye me aapko niche information provide kar dunga jise click krke aap bahut hi easily aap aisa kar sakte ho.Bahut se readers ko hindi me type karna pasand hai but wo aisa kar ni pa rahe the ye post unhi viewers ke liye hai jo MS word 2007 me Hindi me typing karna chahte hain..

MS word 2007 Hindi typing fornt 

MS word hindi typing font kaise download and install karna hai jisse aap MS word 2007 me hindi me type kar sakte ho to me bta du iske liye pehle to tumhe Hindi font KRUTI DEV font download karna hai fir use apne C-drive ke folder me install kar lena hai .

Install karne ke baad bas aapko inta hi karna hai ki apna MS Word 2007 open karna hai aur Bang..KRUTI DEV font select kar lena hai aur Type karna start kar dena hai.AAp Hindi Typing ke liye ek aisa keyboard bhi buy kar sakte ho jiseme aapko Hindi ke warnmala bhi likhe hote hain.JIsse tumhe bahut hi assani hoga aur tum kuch hi seconds me Hindi type kar sakte ho.

Sath hi ye bhi bta du ye wahi Downlaod kar sakte hain jinka gmailaccount Hai gmail account ke bina ye download nahi ho sakta ..

I hope ye post tumhe pasand aya hoga pasand agya ho to wait mat karo apne friends ko bhi share karo jisse unhe bhi iski important information mil sake.Aur mere Youtube Channel ko bhi Subscribe Kar dena Aur jyda se jyda like karo..


Post a Comment

0 Comments