How to create blog ,how to buy domain?||blog kaise banaye ||domain kaise buy karein

How to create blog ,how to buy domain?||blog kaise banaye ||domain kaise buy karein



Blog ek tarah se hum site ko hi kahte hain..Site jo hum google par search karte hain or fir jo hame search karne k baad jo link dikhta hai .com,.in,.gov aur jab hum ush link par click karte hain to hum ush .com ,.in ,.gov ki site par migrate ho jate hain.

Friends techelysium.in bhi ek site hai jo blog se hi related hai..ab to aap samjh hi gaye honge ki blog aur site ek dusre ko hi complete karte hain..


Blogging kya hota hai?

Jab aap apna site banate hain and jo aap post ya article likhte hai ushe blogging kehte hain...

Blogging me aap apne interest ya apne knowledge ke according article likhte hain aapka interest chahe wo sports me ho ,chahe vlogs likhne me,stories likhne me ...

aapka kisi bhi topic me jo bhi knowledge hota hai aap uske according hi jo article ya post likhte hain ushe hi blogging kehte hai..

Blogger kya hota hai?


Ab hum jaan lete hai blogger kya hota hai..friends blogger hum keh sakte hai site jispe aap apna blogging account banate hain sath hi blogger hum ushe keh sakte hain jo post ya article likhta hai..

Domain Kaise Buy karein?


Friends domain kyun jaruri hai aur hum ise kyun buy karein..Domain hame .com,.in,.gov me milta hai hum ise apne according buy kar sakte hain..Domain buy karne k apko bahut hi fyde hain aapka jab site monetize ho jata hai tab aapko google ads lagane ko approve karta hai jisse aap earning kar sakte hain..

Domain aap blogger par "buy domain" par click karke buy kar sakte hai jisse aapko google ki domain site mil jati hai..Iske liye aapko pehle apna ek blogger account create karna hoga jisse aap apne mail id se create kar sakte hain..

Aur agar aapka article google par rank kar jata hai to aapko jald hi google apke site ko monetize kar deta hai..

Asa karta hun aaj ka post aapko acha laga hoga aur ab aap jaan gaye honge ki blog,site,blogging,blogger kya hota hai aur kaise aap domain buy kar sakte hain.







Post a Comment

0 Comments