How to add countdown timer before downloading to blogger|| Downloading se pehle countdown timer kaise lagaye

How to add countdown timer before downloading to blogger|| Downloading se pehle countdown timer kaise lagaye



Hello friends welcome to Tech Elysium .Aaj hum is article me dekhenge ki aap apne site par countdown timer kaise laga sakte hain.friends agar aap aisa karna chahte hain to aap is post ko end tak jarur dekhein.

Countdown Timer kab lagate hain aur kya hota hai...

friends countdown timer ham tab lagate hain jab hame apne blog readers ko kuch time ke liye wait karana ho kisi file ko download karane ke liye ya fir kisi dusre link par unhe hame migrate karna ho..

friends countdown timer ka ye fyda hota hai ki reader ko agar koi file download karna hai ya fir unhe unko ush file ki  need hai to wo tab tak wait karenge jab tak ush file ka link nahi generate ho jata hai...aur jab link generate hoga tabhi reader ushe download kar payega..

aur agar wo important file reader ko aapse hi mil rha ho to wo wait karna pasand karenge ush page par aur utne time tak aapke blog ko padhenge aur jyda interesting things jo aap unhe batana chate hain wo learn kar sakte hain..

Countdown timer kahan place karein..

Countdown timer aapko apne article ke sabse niche place karna chahiye jisse reader aapka article complete padhe aur bich me skip na kare ..bich me skip karne se we apke article se jyda kch learn nahi kar payenge aur aisa bhi ho sakta hai ki we kuch important ponts miss kar dein..

friends aap chahe to timer aap article ke bich me bhi place kar sakte hain..hum timer islye bhi lagate hain jisse hamre articles par jo ads aarahe ho use reader ush time tak jarur dekhe jab tak timer chal rha hai..

aap apne according timer ka time set kar sakte hain matlb aap reader ko kitne der tak ush article mein busy rakhna chahte hain aap 3 sec,5 sec,10 sec,15 sec ya fir 20 sec tak timer ka time set kar sakte hain jisse reader apke article ko read kare ya fir ush page par bane rahe..

friends agar aap learn karna chahte hain ki kaise aap apne site par copy paste or right click disable karna chahte hain to niche link par jarur click karein...

Go to Link




Post a Comment

0 Comments